Zindagaani
Haa Zindagi azeeb si paheli hai.. lekin uska hal sirf usike haat likha rehtaa hai jo uska kaabil ho Pyaar aur Nafrat Surya aur Chandramaa hai is jindagi ke Roz mein Bina Kaante ke phool bhi hai lekin shaayad us phool kaa itna asar nahi hota jitna ki kaante dikhlaate hai.. hame hamaare muskil vaqt hamaari taakat aur badaate hai Maasoomiyat aur Bachpanaa bhi is jindagi ke hi pal hai.. use kaise bhool paaye koi Gunaah ka bhoj tab bantaa hai jab dil kharaab ho jaata hai pareshaaniyon se.. sirf khushiyaan ho to taqleef ki yakeen na ho to zindagi zindagi hi nahi Zindagi ka maqsad ya hai ki jeena nahi lekin khul ke jeena.. chaahe wo pal do pal ki bhi ho.. apnaa ek nishaana banaaye chal.. yehi hai apne zindagi ka asal definition E to dukh ki baat hai.. par jab koi hamein itnaa hi pyaar bantaaye to ek din zaroor o chali huyi zindagi na jaane phir se koi ek nayi kali ban kar aapke saamne peshaaye